Top 40+ Positive Namaz Quotes in Urdu Written


Updated: 28 Sep 2024

41


Namaz (prayer) is one of the most important acts in Islam. It helps us stay connected to Allah and gives peace to our hearts. It is the early morning Fajr prayer or the peaceful Tahajjud at night, Namaz has a deep meaning for every Muslim. In this blog, we’ll explore some beautiful Namaz quotes in Urdu and English. From short, inspiring words to deep reflections, you will find quotes that will touch your heart.

Deep Namaz Quotes in Urdu Written

In these quotes, you will find messages about hope, patience, and strength. Whether you are going through hard times or simply seeking peace, namaz offers comfort and guidance.

By reading these deep namaz quotes in Urdu, you can feel inspired to make prayer a bigger part of your daily life. Deep namaz quotes in Urdu can inspire us to understand the true essence of prayer.

نماز پڑھنے کے بعد صرف دنیا کی مشکلیں ہی ختم نہیں ہوتیں بلکہ موت کے بعد بھی منازل بھی آسان ہو جاتی ہیں۔

Namaz parhnay ke baad sirf duniya ki mushkilain hi khatam nahi hoti balkay maut ke baad bhi manazil asan ho jati hain.

After performing Salah, not only do worldly troubles fade away, but the journey after death also becomes easier.

Namaz Quotes in Urdu Text

اگر کامیابی چاہتے ہو تو نمازی بن جاؤ کیونکہ نماز کے بغیر کوئی بھی کامیابی ممکن نہیں ہے۔

Agar kamyabi chahtay ho to namazi ban jao kyun ke namaz ke baghair koi bhi kamyabi mumkin nahi hai.

If you want success, become a person who prays because no success is possible without Salah.

Namaz Qotes in Urdu

تھوڑی سی تھکاوٹ کے لیے نماز نہ چھوڑ اے مومن ان سے کچھ سیکھ جنہوں نے جسم پر خنجر ہوتے ہوئے بھی آخری سجدہ نہیں چھوڑا۔

Thori si thakaawat ke liye namaz na chhor ae momin, un se kuch seekh jin honay jism par khanjar hotay hue bhi aakhri sajda nahi chhora.

Do not skip your Salah because of a little fatigue, O believer, learn from those who did not miss their last prostration even with a dagger on their bodies.

Namaz Qotes in Urdu

اللہ تعالی جس سے ناراض ہوتا ہے اس سے سجدے کی توفیق چھین لیتا ہے۔

Allah Ta’ala jis se naraz hota hai us se sajday ki toufeeq chheen leta hai.

When Allah is displeased with someone, He takes away their ability to prostrate.

Namaz Quotes in Urdu SMS

ہمارا ہر کام آسان ہوگا اس دن جس دن پہلا کام نماز ہوگا۔

Hamara har kaam asan hoga us din jis din pehla kaam namaz hoga.

Every task will become easier the day our first task is Salah.

Namaz Quotes in Urdu Written

جس سکون کو میں فائیو سٹار ہوٹلوں، موسیقی کی محفلوں اور روشنیوں میں ڈھونڈا کرتا تھا وہ مجھے بالاکوٹ کے پہاڑوں کی ایک ٹوٹی ہوئی مسجد کی پھٹی ہوئی صف پر ملا۔ – جنید جمشید رحمۃ اللہ علیہ

Jis sukoon ko mein five star hotelon, musiqi ki mehfilon aur roshniyon mein dhoonda karta tha, woh mujhe Balakot ke pahadon ki aik tooti hui masjid ki phati hui saf par mila. – Junaid Jamshed (RA)

The peace I searched for in five-star hotels, music gatherings, and bright lights, I found on a torn prayer mat in a broken mosque in the mountains of Balakot. – Junaid Jamshed (RA)

Namaz Qotes in Urdu

Short Inspirational Namaz Urdu Quotes

نماز مٹی کے انسان کو سونا بنا دیتی ہے۔

Namaz mitti ke insan ko sona bana deti hai.

Salah turns a person made of dust into gold.

Namaz Qotes in Urdu

بے شک نماز نیند سے بہتر ہے۔

Beshak namaz neend se behtar hai.

Indeed, Salah is better than sleep.

Namaz Qotes in Urdu

نماز دنیا اور آخرت کے خزانوں کی چابی ہے۔

Namaz duniya aur akhirat ke khazano ki chabi hai.

Salah is the key to treasures of both this world and the hereafter.

Namaz Qotes in Urdu

سجدے کی طاقت یہ ہے کہ فرش کی سرگوشی عرش پر سنی جاتی ہے۔

Sajday ki taqat yeh hai ke farsh ki sargoshi arsh par suni jati hai.

The power of prostration is that the whispers on the ground are heard in the heavens.

Namaz Quotes in Urdu Written

نماز شیطان کی شکست اور مومن کی جیت ہے۔

Namaz shaitan ki shikast aur momin ki jeet hai.

Salah is the defeat of Satan and the victory of the believer.

Namaz Qotes in Urdu

Positive Namaz Quotes in Urdu SMS

Namaz is one of the most beautiful ways to connect with Allah. It not only brings peace to the heart but also fills life with positivity. Sending positive Namaz quotes in Urdu through SMS is a great way to remind others about the importance of prayer.

For example, you can share a quote like: “نماز ہر مشکل کا حل ہے” (Namaz is the solution to every problem). This small reminder can brighten someone’s day and inspire them to pray regularly.

ہمیں آتی ہے مصیبت تو اللہ یاد آتا ہے

ورنہ تو کبھی سر سجدے میں ہم رکھتے نہیں۔

Hamein aati hai museebat to Allah yaad aata hai – warna to kabhi sar sajday mein hum rakhte nahi.

We remember Allah only when calamities strike – otherwise, we never bow our heads in prostration.

Namaz Quotes in Urdu Written

نماز کا اہتمام دلوں کی صفائی اور زندگی کی مشکلات کا حل ہے۔

Namaz ka ehtimaam dilon ki safai aur zindagi ki mushkilat ka hal hai.

Regular prayer cleanses hearts and solves life’s difficulties.

Namaz Quotes in Urdu Written

کیا یہ سزا کافی نہیں کہ اللہ تمہیں سب کچھ دیکھ کر بھی سجدوں کی توفیق نہیں دیتا؟

Kya yeh saza kafi nahi ke Allah tumhein sab kuch dekh kar bhi sajday ki toufeeq nahi deta?

Is not it punishment enough that Allah deprives you of prostration even after showing you everything?

Namaz Quotes in Urdu Text

Namaz Quotes in Urdu Text for Everyone

نماز ایمان کا سکون اور یہ اللہ تعالی سے براہ راست رابطہ کرنے کا بہترین ذریعہ ہے۔

Namaz imaan ka sukoon aur yeh Allah Ta’ala se barah-e-raast rabta karne ka behtareen zariya hai.

Salah is the peace of faith and the best way to directly connect with Allah.

Namaz Qotes in Urdu

کامیابی کا سفر نماز اور قرآن کے بغیر ادھورا ہے۔

Kamyabi ka safar namaz aur Quran ke baghair adhoora hai.

The journey of success is incomplete without Salah and the Quran.

Namaz Quotes in Urdu Text

نماز کب کام آئے گی؟ فجر مرتے وقت، ظہر قبر میں، عصر منکر نکیر کے سوالات کے وقت، مغرب حساب کتاب کے وقت، عشاء پل صراط کے وقت – اللہ پاک ہمیں پانچ وقت کی نماز باجماعت ادا کرنے کی توفیق عطا فرمائے۔

Namaz kab kaam aayegi? Fajr marte waqt, Zuhr qabar mein, Asr Munkir Nakeer ke sawalat ke waqt, Maghrib hisaab kitaab ke waqt, Isha pul sirat ke waqt – Allah Pak hamein paanch waqt ki namaz ba-jamaat ada karne ki toufeeq ata farmaaye.

When will Salah help us? Fajr at the time of death, Zuhr in the grave, Asr during the questioning by Munkir and Nakeer, Maghrib at the time of reckoning, and Isha at the time of crossing the Bridge of Sirat. May Allah grant us the ability to offer all five daily prayers in congregation.

Namaz Quotes in Urdu SMS

Hazrat Ali Namaz Quotes in English

These quotes remind us how special and important Namaz is, both in Urdu and English, and how it makes life better for us. Always remember, that the closer we get to Allah through prayer, the more peace we will feel in our hearts.

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا فرمان ہے کہ نماز چہرے کا نور ہے اور قرآن دل کا سکون ہے۔ وضو سے شکل، قرآن سے عقل اور نماز سے نسل پاک ہوتی ہے

Hazrat Ali R.A ka farman hai ke namaz chehre ka noor hai aur Quran dil ka sukoon hai. Wudu se shakal, Quran se aql, aur namaz se nasal paak hoti hai.

Hazrat Ali (R.A) said, “Salah is the light of the face and the Quran is the peace of the heart. Wudu purifies the appearance, the Quran purifies the mind, and Salah purifies the lineage.”

Hazrat Ali Namaz Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا قول مبارک ہے کہ نماز کے لیے سستی ایمان کی کمزوری کی علامت ہے۔

Hazrat Ali R.A ka qoul mubarak hai ke namaz ke liye susti imaan ki kamzori ki alamat hai.

Hazrat Ali (R.A) said, “Laziness in Salah is a sign of weak faith.”

Hazrat Ali Namaz Quotes in Urdu

In English, these quotes teach us the same lesson: Namaz is a key to happiness, peace, and success. Hazrat Ali (رضی اللہ عنہ) has shared many wise words about Namaz (prayer), which help us understand the importance of praying regularly.

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا قول ہے کہ نماز کی فکر اپنے اوپر فرض کر لو خدا کی قسم دنیا کی فکر سے آزاد ہو جاؤ گے اور کامیابی تمہارے قدم چومے گی۔

Hazrat Ali R.A ka qoul hai ke namaz ki fikr apne upar farz kar lo, Khuda ki qasam duniya ki fikr se azaad ho jao ge aur kamyabi tumhare qadam choomegi.

Hazrat Ali (R.A) said, “Make Salah a priority in your life, and by Allah, you will be free from the worries of the world, and success will embrace you.”

Fajr Namaz Quotes in Urdu

Imam Ali R.A Islamic Status Quotes

In Urdu, Hazrat Ali’s quotes on Namaz are very powerful and motivating. He reminds us that if we make Namaz a priority, we will find peace and success in this life and the hereafter.

حضرت علی کرم اللہ وجہ نے فرمایا کہ اپنے بہترین وقت کو نماز میں وقف کرو کیونکہ تمہارے سب کام نماز کے بعد ہی قبول ہوں گے۔

Hazrat Ali Karam Allah Wajh ne farmaya ke apne behtareen waqt ko namaz mein waqf karo kyun ke tumhare sab kaam namaz ke baad hi qabool honge.

Imam Ali (R.A) said, “Dedicate your best time to Salah because all your tasks will be accepted after you pray.”

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا فرمان ہے کہ اگر تم پانی میں ڈوب رہے ہو اور تمہیں یاد آجائے کہ وقت نماز ہے تو تم نماز کی نیت کر لو۔

Hazrat Ali R.A ka farman hai ke agar tum pani mein doob rahe ho aur tumhein yaad aa jaye ke waqt namaz hai, to tum namaz ki niyyat kar lo.

Imam Ali (R.A) said, “Even if you are drowning, and you remember that it is time for Salah, then make the intention to pray.”

Hazrat Ali Namaz Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا قول مبارک ہے کہ نماز چہرے کا نور ہے۔

Hazrat Ali R.A ka qoul mubarak hai ke namaz chehre ka noor hai.

Imam Ali (R.A) said, “Salah is the light of the face.”

Fajr Namaz Quotes in Urdu

Short Namaz Fajr Quotes in Urdu Text

نبی اکرم صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا جس نے فجر کی نماز پڑھی وہ اللہ کی پناہ میں ہے تو تم اللہ کی پناہ ہاتھ سے جانے نہ دو۔

Nabi Akram (S.A.W) ne farmaya jis ne Fajr ki namaz parhi, wo Allah ki panah mein hai, to tum Allah ki panah haath se jaane na do.

The Prophet Muhammad (PBUH) said, “Whoever prays Fajr is under Allah’s protection, so do not lose His protection.”

Tahajjud Namaz Quotes in Urdu

اللہ ناراض ہو کر روٹی نہیں چھینتا، سجدے کی توفیق چھین لیتا ہے اور یقین مانو یہی سب سے بڑا خسارہ ہے مومن کے لیے۔

Allah naraz ho kar roti nahi cheenta, sajday ki toufeeq cheen leta hai, aur yaqeen mano yeh sabse bara khasara hai momin ke liye.

When Allah is displeased, He does not take away your sustenance, He takes away your ability to prostrate, and believe me, this is the greatest loss for a believer.

Tahajjud Namaz Quotes in Urdu

اللہ جلہ شانہ مجھے ہر دن فجر کی نماز سے دن کا آغاز کرنے کی توفیق دے، مجھ سے کبھی فجر کی نماز قضا نہ ہو۔ آمین۔

Allah Jalla Shanahu mujhe har din Fajr ki namaz se din ka aghaaz karne ki toufeeq de, mujh se kabhi Fajr ki namaz qaza na ho. Ameen.

May Allah grant me the ability to start each day with Fajr prayer, and may I never miss it. Ameen.

Namaz Qotes in Urdu

نماز وہ تحفہ ہے جو ہمیں اللہ کی قربت عطا کرتی ہے اور ہماری مشکلات آسان کرتی ہے۔

Namaz woh tohfa hai jo hamein Allah ki qurbat ata karti hai aur hamari mushkilat asan karti hai.

Salah is the gift that brings us closer to Allah and eases our hardships.

Namaz Quotes in Urdu Written

Tahajjud Namaz Quotes in Urdu

Namaz, or prayer, is the most important part of a Muslim’s life. It brings peace to the heart and helps us stay connected to Allah. Whether it’s Fajr in the early morning or Isha at night, every prayer has its special place. This blog shares short and deep namaz quotes in Urdu and English, perfect for daily inspiration.

تہجد کی نماز تک پہنچ جاؤ تو سمجھ لینا کہ اللہ نے اپنے بہت قریب کر لیا ہے۔

Tahajjud ki namaz tak pohanch jao to samajh lena ke Allah ne apne bohat qareeb kar liya hai.

When you reach the stage of offering Tahajjud, know that Allah has brought you very close to Him.

Namaz Quotes in Urdu SMS

تہجد: دل نہیں بدل رہا تو کیا ہوا؟ تہجد سے تو نصیب بھی بدل جاتے ہیں۔

Tahajjud: Dil nahi badal raha to kya hua? Tahajjud se to naseeb bhi badal jatay hain.

Tahajjud: Even if your heart isn’t changing, do not worry, Tahajjud can change your fate.

Namaz Qotes in Urdu

تہجد کے وقت اللہ وہ دعائیں بھی سن لیتا ہے جسے دنیا ناممکن کا خطاب دے چکی ہوتی ہے۔

Tahajjud ke waqt Allah woh duaein bhi sun leta hai jise duniya namumkin ka khitaab de chuki hoti hai.

During Tahajjud, Allah hears the prayers that the world has labeled impossible.

Namaz Quotes in Urdu Text

وقت تہجد خاموش آنکھوں سے بہتے ہوئے آنسو اور اللہ کے سامنے بیٹھے بے بس انسان کی فریاد کبھی ضائع نہیں ہوتی۔

Waqt-e-Tahajjud khamosh ankhon se behte hue aansoo aur Allah ke samne baithe be-baas insaan ki fariyaad kabhi zaya nahi hoti.

At the time of Tahajjud, the silent tears and the plea of a helpless person before Allah are never wasted.

Namaz Qotes in Urdu

Beautiful Hadees Namaz Quotes in Urdu

ایک صحابی رسول صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے حضور سے پوچھا کہ ہمیں کیسے پتہ چلے گا کہ ہماری نماز قبول ہو گئی ہے؟ آپ صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا جب تمھارا اگلی نماز پڑھنے کو دل کرے۔

Ek Sahabi-e-Rasool (S.A.W.) ne Huzoor (S.A.W.) se poocha ke humein kaise pata chalega ke hamari namaz qubool ho gayi hai? Aap (S.A.W.) ne farmaya jab tumhara agli namaz parhne ko dil kare.

A companion of the Prophet (S.A.W.) asked, “How will we know if our prayer has been accepted?” The Prophet (S.A.W.) replied, “When your heart desires to pray the next one.”

Hazrat Ali Namaz Quotes in Urdu

رسول اللہ صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا ہمارے اور کافروں کے درمیان فرق نماز کا ہے جس نے نماز چھوڑ دی گویا اس نے کفر کیا۔

Rasool Allah (S.A.W.) ne farmaya hamare aur kaafiron ke darmiyan farq namaz ka hai, jis ne namaz chor di goya us ne kufr kiya.

The Prophet Muhammad (S.A.W.) said, “The difference between us and the disbelievers is prayer; whoever abandons it has committed disbelief.”

Fajr Namaz Quotes in Urdu

نبی کریم صلی اللہ علیہ والہ وسلم کا فرمان ہے جس شخص کی عصر کی نماز رہ گئی گویا کہ وہ مال اور اہل و عیال سے محروم کر دیا گیا۔

Nabi Kareem (S.A.W.) ka farmaan hai jis shakhs ki Asr ki namaz reh gayi, goya ke wo maal aur ahal-o-a’yaal se mehroom kar diya gaya.

The Prophet Muhammad (S.A.W.) said, “Whoever misses the Asr prayer is as if they have been deprived of their wealth and family.”

Namaz Qotes in Urdu

نبی اکرم صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے فرمایا فجر کی دو سنتیں دنیا اور جو کچھ دنیا میں ہے اس سے بہتر ہیں۔

Nabi Akram (S.A.W.) ne farmaya, “Fajr ki do sunnatein duniya aur jo kuchh duniya mein hai, us se behtar hain.”

The Prophet Muhammad (S.A.W.) said, “The two units of Sunnah prayer at Fajr are better than the world and everything in it.”

Tahajjud Namaz Quotes in Urdu

Isha Namaz Quotes in Urdu

بخاری شریف کی حدیث ہے کہ اگر لوگوں کو فجر اور عشاء کی نماز کا ثواب معلوم ہو جائے تو گھٹنوں کے بل گھسیٹتے ہوئے مسجد میں آئیں۔

Bukhari Shareef ki hadees hai ke agar logon ko Fajr aur Isha ki namaz ka sawab maloom ho jaye to ghutnon ke bal ghaseet’te hue masjid mein aayein.

A hadith from Sahih Bukhari states, “If people knew the reward of the Fajr and Isha prayers, they would come crawling to the mosque.”

Fajr Namaz Quotes in Urdu

Conclusion

Namaz is more than just a daily prayer; it’s a way to find peace and strength. Whether it’s the calm of Fajr or the deep connection during Tahajjud, each prayer helps us grow closer to Allah. These Namaz quotes in Urdu and English remind us how important it is to make time for prayer. By keeping Namaz a part of our daily routine, we can solve many challenges and find true success in both this world and the hereafter.


shiningquotes.com

shiningquotes.com

Please Write Your Comments