Best 40+ Motivational Hazrat Ali (R.A) Quotes in Urdu


Updated: August 29, 2024     8 Minutes Read

40


Here You Listen To This Post
Hazrat Ali Quotes in Urdu on Relationship

Are you looking for wisdom that touches your heart and guides your life? Hazrat Ali (R.A) quotes are full of deep lessons for motivational advice. From short and powerful quotes in Urdu to thoughtful sayings in English. Hazrat Ali’s quotes are like pearls of wisdom that inspire in both happy and sad moments. In this blog post, you will discover some heart touching quotes, perfect for sharing with friends.

Top Inspiring Hazrat Ali Quotes in Urdu on Life

Hazrat Ali (R۔A) shared many wise words that help us understand life better. These quotes inspire us to live with kindness, patience, and courage. When we read his quotes in Urdu, they touch our hearts and teach us important lessons.

 حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

جب آپ کچھ بھی نہ کر سکیں تو اپنی دعاؤں میں اضافہ کر دیں کیونکہ اللہ تعالیٰ کے سوا کوئی آپ کو کچھ نہیں دے سکتا۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Jab aap kuch kar bhi na sakein to apni duaon mein izafa kar dein kyun ke Allah Ta’ala ke siwa koi aap ko kuch nahi de sakta.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

ہمیشہ ایسے شخص کو چنا کرو جو آپ کو عزت دے کیونکہ عزت محبت سے کہیں زیادہ خاص ہوتی ہے۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Hamesha aise shakhs ko chuna karo jo aap ko izzat de kyun ke izzat mohabbat se kahin zyada khaas hoti hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

جو آدمی دوسرے لوگوں کے عیب کی تلاش میں رہتا ہے اللہ تعالی اس کے عیب ظاہر کر دیتا ہے۔

Jo aadmi dosray logon ke aib ki talaash mein rehta hai, Allah Ta’ala us ke aib zaahir kar deta hai.

Motivational Quotes in Urdu by Hazrat Ali

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ

 توکل یہ ہے کہ آدمی اپنی قوت اور طاقت سے ہٹ کر تقدیرِ الہی پر راضی رہے۔

Tawakkul yeh hai ke aadmi apni quwat aur taqat se hatt kar taqdeer-e-ilahi par raazi rahe.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ

جب حق پر رہتے ہوئے تمہاری مخالفت حد سے بڑھنے لگے تو سمجھ لو اللہ تعالی تمہیں کوئی مقام دینے والا ہے۔

Jab haq par rehte hue tumhari mukhalfat had se barhne lage to samajh lo Allah Ta’ala tumhein koi maqam dene wala hai.

Motivational Quotes in Urdu by Hazrat Ali

 حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

تین چیزیں انسان کو اللہ سے دور کرتی ہیں: اپنے گناہوں کو بھول جانا، اپنے اعمال کو زیادہ سمجھنا، اور اپنے آپ کو سب سے بہتر سمجھنا۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Teen cheezain insaan ko Allah se door karti hain: apne gunahon ko bhool jana, apne aamaal ko zyada samajhna, aur apne aap ko sab se behtar samajhna.

Hazrat Ali Sad Quotes in Urdu

Hazrat Ali Sad Quotes in Urdu Text

This section is about the sad quotes said by Hazrat Ali, written in Urdu. Hazrat Ali’s words in Urdu help us understand that sadness is a part of life, but we can learn and grow from it. These quotes are not just sad, but they also give hope and strength to keep going, even when things are tough.

یہ زندگی دو دن کی ہے ایک دن تمہارے حق میں اور دوسرے دن تمہارے مخالف کے جس دن تمہارے حق میں ہو، اس دن غرور مت کرنا اور جس دن مخالف کے حق میں ہو، اس دن صبر کرنا۔حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

Yeh zindagi do din ki hai: aik din tumhare haq mein aur doosray din tumhare mukhalif ke. Jis din tumhare haq mein ho, us din ghuroor mat karna aur jis din mukhalif ke haq mein ho, us din sabr karna.

Hazrat Ali Sad Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ

اچھے لوگوں کا تمہاری زندگی میں آنا تمہاری قسمت ہوتی ہے اور انہیں سنبھالنا تمہارا ہنر۔

Achay logon ka tumhari zindagi mein aana tumhari qismat hoti hai aur unhein sambhalna tumhara hunar.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

صاحبِ قدرت شخص کا سب سے نیک کام انعام اور سب سے برا کام انتقام ہے۔

Sahib-e-qudrat shakhs ka sab se naik kaam inaam aur sab se bura kaam inteqam hai.

Hazrat Ali Sad Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

اپنا سر اونچا رکھو کہ تم کسی سے نہیں ڈرتے لیکن اپنی نگاہیں نیچے رکھو تاکہ پتہ چلے کہ تم ایک باعزت گھرانے سے تعلق رکھتے ہو۔

Apna sir ooncha rakho ke tum kisi se nahi darte lekin apni nigahain neeche rakho taake pata chale ke tum aik ba-izzat gharanay se talluq rakhte ho.

Hazrat Ali Quotes in Urdu 2 Lines

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ

جو شخص اپنے نفس کی حقیقت سے ناواقف رہتا ہے وہ اپنی حالت کی اصلاح سے بے نیاز رہتا ہے۔

Jo shakhs apne nafs ki haqeeqat se na-waqif rehta hai woh apni haalat ki islaah se be-niaz rehta hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu on Life

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

کسی کی تباہ حالی پر خوش نہ ہوں، خبر نہیں کل زمانہ تمہارے ساتھ بھی یہی کرے۔

Kisi ki tabah haali par khush na ho, khabar nahi kal zamana tumhare saath bhi yehi kare.

Hazrat Ali Quotes in Urdu with Images

Hazrat Ali Quotes in Urdu 2 Lines

Short quotes by Hazrat Ali that are written in Urdu and have only two lines. These quotes are brief but very powerful. In just a few words, Hazrat Ali gives us important lessons about life, love, and being a good person. Even though they are simple, they carry deep meanings that can help guide us in our daily lives.

امیر المومنین حضرت سیدنا علی المرتضیٰ فرماتے ہیں کہ اپنے گھروں سے مکڑیوں کے جالے دور کرو کیونکہ انہیں گھروں میں لگا ہوا چھوڑ دینا تنگدستی کا باعث ہوتا ہے۔

Ameer-ul-Momineen Hazrat Syedna Ali Al-Murtaza farmate hain ke apne gharon se makriyon ke jaalay door karo kyun ke inhein gharon mein laga hua chhor dena tangdasti ka baais hota hai.

Hazrat Ali Sad Quotes in Urdu

مولا علی رضی اللہ عنہ نے فرمایا

تم کسی کے ساتھ بھلائی کرو، تمہیں اس کا بدلہ برائی کی صورت میں ملے تو سمجھ لو کہ تمہاری نیکی قبول ہو گئی۔

Moula Ali (RA) ne farmaya: Tum kisi ke saath bhalai karo, tumhein us ka badla burai ki soorat mein mile to samajh lo ke tumhari neki qubool ho gayi.

Hazrat Ali Quotes in Urdu on Life

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

سب سے بڑا جاہل وہ شخص ہے جو ایک پتھر سے دو دفعہ ٹھوکر کھائے۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Sab se bara jahil woh shakhs hai jo ek pathar se do dafa thokar khaye.

Hazrat Ali Sad Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا فرمان ہے

ڈرو تو صرف اپنے گناہوں سے اور امید رکھو تو صرف اپنے رب سے۔

Hazrat Ali (RA) ka farmaan hai: Daro to sirf apne gunahon se aur umeed rakho to sirf apne Rab se.

Hazrat Ali Sad Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا قول ہے

انسان کے جسم کا سب سے خوبصورت حصہ دل ہے، اگر یہ صاف نہ ہو تو چمکتا چہرہ کسی کام کا نہیں۔

Hazrat Ali (RA) ka qoul hai: Insaan ke jism ka sab se khoobsurat hissa dil hai, agar yeh saaf na ho to chamakta chehra kisi kaam ka nahi.

Motivational Quotes in Urdu by Hazrat Ali

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

شک کو اپنے اوپر غالب مت آنے دو ورنہ تمہیں دنیا میں کوئی ہمدرد نہیں مل سکے گا۔

Shak ko apne upar ghalib mat aane do warna tumhein duniya mein koi humdard nahi mil sakega.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

Hazrat Ali Quotes in Urdu Written about Friends

Hazrat Ali (R.A) shared many wise words about the importance of friendship. His quotes in Urdu teach us how true friends can support us during tough times. They believed that a good friend is like a blessing, someone who stands by you no matter what.

His quotes, written in Urdu, help us understand the value of real friendship and how we should love good friends.

قولِ مولا علی رضی اللہ عنہ

کم ترین علم وہ ہے جو زبان پر ہے، بلند ترین علم وہ ہے جو کردار سے ظاہر ہو۔

Qoul-e-Moula Ali (RA): Kam tareen ilm woh hai jo zubaan par hai, buland tareen ilm woh hai jo kirdar se zaahir ho.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

زیادہ مذاق کرنے سے آدمی کی عزت چلی جاتی ہے اور لوگوں سے دشمنی پیدا ہو جاتی ہے۔

Zyada mazaq karne se aadmi ki izzat chali jati hai aur logon se dushmani paida ho jati hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu with Images

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا قول ہے

مشکل وقت آ جائے تو کسی کا احسان مت لو، کیونکہ مشکل وقت چار دن کا اور احسان زندگی بھر کا ہوتا ہے۔

Hazrat Ali (RA) ka qoul hai: Mushkil waqt aa jaye to kisi ka ehsaan mat lo, kyun ke mushkil waqt chaar din ka aur ehsaan zindagi bhar ka hota hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

Best Relationship Quotes by Hazrat Ali (R.A)

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

تین رشتے دنیا میں بے نقاب ہو جاتے ہیں: بڑھاپے میں اولاد، مصیبت میں دوست، غربت میں بیوی۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Teen rishte duniya mein be-naqab ho jatay hain: burhape mein aulad, museebat mein dost, aur ghurbat mein biwi.

Hazrat Ali Quotes in Urdu on Relationship

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

انسانیت بہت بڑا خزانہ ہے، اسے لباس میں نہیں انسان میں تلاش کرو۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Insaniyat bohat bara khazana hai, ise libas mein nahi insaan mein talaash karo.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

جو شخص اپنے نفس کو پہچان لیتا ہے، وہ اپنے رب کو پہچان لیتا ہے۔

Jo shakhs apne nafs ko pehchaan leta hai, woh apne Rab ko pehchaan leta hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu on Life

امیر المومنین حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

سردار وہ ہوتا ہے جو دوسروں کے اخراجات برداشت کرے، منافقت نہ کرے، دھوکا نہ دے، لالچ نہ کرے، اور قوم کی خدمت کرے۔

Ameer-ul-Momineen Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Sardar woh hota hai jo doosron ke ikhrajaat bardaasht kare, munafiqat na kare, dhoka na de, lalach na kare, aur qoum ki khidmat kare.

Hazrat Ali Quotes in Urdu 2 Lines

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا قول مبارک ہے

اگر انسان کو تکبر کے بارے میں اللہ کی ناراضگی کا علم ہو جائے تو بندہ صرف فقیروں اور غریبوں سے ملے اور مٹی پر بیٹھا رہے۔

Hazrat Ali (RA) ka qoul mubarak hai: Agar insaan ko takabbur ke baare mein Allah ki narazgi ka ilm ho jaye to banda sirf faqeeron aur ghareebon se mile aur mitti par baitha rahe.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

امیر المومنین حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا قول مبارک ہے

علم تمہیں راہ دکھاتا ہے اور عمل تمہیں مقصد تک پہنچاتا ہے۔

Roman Urdu: Ameer-ul-Momineen Hazrat Ali (RA) ka qoul mubarak hai: Ilm tumhein raah dikhata hai aur amal tumhein maqsad tak pohanchata hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu with Images

قولِ مولا علی رضی اللہ عنہ

جب کسی کو کسی سے رشتہ ختم کرنا ہو تو وہ سب سے پہلے اپنی زبان کی مٹھاس ختم کرتا ہے۔

Jab kisi ko kisi se rishta khatam karna ho to woh sab se pehle apni zubaan ki mithaas khatam karta hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu on Relationship

Hazrat Ali Quotes in Urdu Muhabbat

In this section, we’ll explore some special quotes by Hazrat Ali about love, written in Urdu. Hazrat Ali was great leader who shared many important thoughts about how to love and care for others. By reading these quotes, you’ll learn more about what it means to love someone and how to be a good friend.

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

جب تم نے کسی سے محبت کی ہے تو اس سے ذرہ برابر بھی محبت مت مانگو کیونکہ تم نے محبت کی ہے، تجارت نہیں۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Jab tum ne kisi se mohabbat ki hai to us se zarrah barabar bhi mohabbat mat maango kyun ke tum ne mohabbat ki hai, tijarat nahi.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

ایسے شخص کو کبھی مت گوانا جس کے دل میں تمہارے لیے محبت، فکر، عزت، اور چاہت ہو۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Aise shakhs ko kabhi mat gawana jis ke dil mein tumhare liye mohabbat, fikr, izzat, aur chahat ho.

Hazrat Ali Friends Quotes in Urdu

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ کا قول ہے:

جب انسان کی عقل مکمل ہو جاتی ہے تو اس کی گفتگو مختصر ہو جاتی ہے۔

Hazrat Ali (RA) ka qoul hai: Jab insaan ki aqal mukammal ho jati hai to us ki guftagu mukhtasir ho jati hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu with Images

Hazrat Ali Quotes in Urdu on Love

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

کسی انسان کی محبت پانا چاہتے ہو تو اس کو بتا دو، کیونکہ زندگی موقع کم اور دھوکہ زیادہ دیتی ہے۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Kisi insaan ki mohabbat paana chahte ho to us ko bata do, kyun ke zindagi moqa kam aur dhoka zyada deti hai.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

قولِ مولا علی رضی اللہ عنہ

ان لوگوں کو کھونے سے ڈرو جن کے نزدیک دوستی کے رشتے خون کے رشتوں سے زیادہ عزیز ہیں۔

Un logon ko khonay se daro jin ke nazdeek dosti ke rishte khoon ke rishton se zyada azeez hain.

Hazrat Ali Quotes in Urdu on friendship

Hazrat Ali Quotes in Urdu English

Hazrat Ali was a wise leader who shared many important sayings. Some of his sayings are written in Urdu, which is a language spoken in parts of South Asia. Others are translated into English so that more people can understand them. Each quote teaches us to be strong during tough times, to trust in Allah, and to always treat others with respect.

حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

اگر تم اس وقت مسکرا سکتے ہو جب تم پوری طرح ٹوٹ چکے ہو، تو یقین جانو دنیا میں تمہیں کوئی کبھی توڑ نہیں سکتا۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Agar tum us waqt muskura sakte ho jab tum poori tarah toot chuke ho, to yaqeen jano duniya mein tumhein koi kabhi tod nahi sakta.

Hazrat Ali Quotes in Urdu on Life

 حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا

اگر میری زندگی میں دکھ نہ ہوتے تو میں اپنے رب کے ساتھ دعا کا رشتہ کیسے نبھاتا۔

Hazrat Ali (RA) ne farmaya: Agar meri zindagi mein dukh na hotay to main apne Rab ke saath dua ka rishta kaise nibhaata.

Hazrat Ali Quotes in Urdu 2 Lines

قولِ مولا علی رضی اللہ عنہ

دو چیزیں ایسی ہیں جن کے ثواب کا وزن نہیں ہو سکتا معافی اور عدل

Do cheezain aisi hain jin ke sawaab ka wazan nahi ho sakta: Maafi aur Adal.

Hazrat Ali Quotes in Urdu

Hazrat Ali Quotes in English

These quotes are like little lessons that guide us on how to live a good and meaningful life.

Hazrat Ali (R.A) said:

“Silence is the best reply to a fool.”

Mola Ali (R.A) said:

“Do not be a slave to others when Allah has created you free.”

Hazrat Mola Ali (R.A) said:

“Patience is of two kinds: patience over what pains you, and patience against what you covet.”

Ameer ul Momeen Ali (R.A) said:

“The strongest among you is the one who controls his anger.”

Hazrat Ali (R.A) said:

“Your remedy is within you, but you do not sense it. Your sickness is from you, but you do not perceive it.”

Conclusion

In conclusion, Hazrat Ali’s quotes in Urdu offer us valuable lessons about life, love, and friendship. They teach us to be patient and thoughtful in our actions and words. Whether you’re feeling happy or sad, these quotes us of the importance of wisdom.

Through these quotes, we can learn to make better choices and become better friends. So next time you need a bit of inspiration or guidance, remember these wise words and let them light your path.


Please Write Your Comments