Best Inspirational Hazrat Imam Hussain (R.A) Quotes in Urdu Text


Updated: July 10, 2024     5 Minutes Read

69


Here You Listen To This Post
Imam Hussain Quotes in Urdu

Are you searching for the most profound Imam Hussain quotes in Urdu? Look no further! In this blog post, we’ll explore heart-touching quotes of Imam Hussain that you can easily copy-paste.

These powerful quotes, rich in meaning and guidance, provide valuable lessons for our lives today. Explore Imam Hussain’s quotes in Urdu text to be deeply inspiring and thought-provoking. Illuminate your path with the teachings of Imam Hussain .

 Best Imam Hussain Quotes in Urdu with Picture

Imam Hussain’s quotes are a treasure trove of wisdom, reflecting his profound insights on humanity, patience, and justice. Here, we present some of the best quotes of Imam Hussain in Urdu, beautifully paired with pictures that capture their essence. These quotes inspire and offer valuable lessons for our daily lives.

 حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ انسان موت سے بچنے کی کوشش کرتا ہے جہنم سے بچنے کی نہیں حالانکہ جہنم سے بچ سکتا ہے موت سے نہیں

Insaan maut se bachne ki koshish karta hai, jahannum se bachne ki nahi, haalaanke jahannum se bach sakta hai maut se nahi.

Quotes on Imam Hussain in Urdu with Picture

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں اگر دنیا میں تمہیں شدت سے غم ملیں تو میرے غموں کو یاد کر لینا تمہارے غموں کا وزن کم ہو جائے گا

Hazrat Imam Hussain Razi Allah Tala Anhu farmate hain agar duniya mein tumhein shiddat se gham milein to mere ghamon ko yaad kar lena tumhare ghamon ka wazan kam ho jayega.

Quotes on Imam Hussain in Urdu with Picture

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ کسی کا حق اپنے ذمے لے کر اس دنیا سے نہ جاؤ  

Kisi ka haq apne zimmedar le kar is duniya se na jao.

Best Poetry in Urdu on Imam Hussain

لوٹا کے اکبر و اصغر حسین کہنے لگے خدا کے دین تجھے زندگی مبارک ہو

Lauta ke Akbar o Asghar Hussain kehne lage Khuda ke deen tujhe zindagi mubarak ho.

Shahadat Imam Hussain Quotes in Urdu

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ بہت سے مقامات پر خاموشی بہترین مددگار ہے اگرچہ تم بہترین بولنے والے ہی کیوں نہ ہو

Bohat se maqamat par khamoshi behtareen madadgar hai agarche tum behtareen bolne wale hi kyun na ho.

Shahadat Imam Hussain Quotes in Urdu

Hazrat Imam Hussain Quotes in Urdu Text on Humanity

Imam Hussain, the grandson of the Prophet Muhammad (PBUH), is revered for his profound wisdom justice and humanity. Here, we share some of his most impactful quotes in Urdu text that highlight the essence of humanity.

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ عورت کا پردہ شہید کے خون سے افضل ہے

Hazrat Imam Hussain Razi Allah Tala Anhu farmate hain ke aurat ka parda shaheed ke khoon se afzal hai.

Hazrat Imam Hussain Quotes in Urdu

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ ظلم کے خلاف جتنی دیر سے اٹھو گے اتنی ہی زیادہ قربانیاں دینی پڑیں گی

Zulm ke khilaf jitni der se uttho ge utni hi zyada qurbanian deni parain gi.

Imam Hussain Quotes in Urdu

Shahadat Imam Hussain Quotes in Urdu

Imam Hussain’s martyrdom at the Battle of Karbala is a poignant chapter in Islamic history. Here are some of the most powerful quotes of Imam Hussain in Urdu, reflecting his thoughts on martyrdom and sacrifice.

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا جب تمہاری زندگی میں ایسے دو راستے آ جائیں کہ ظلم تمہیں گردن اٹھانے نہ دے اور دین تمہیں گردن جھکانے نہ دے تو تیسرا راستہ گردن کٹانے کا راستہ ہے

Hazrat Imam Hussain Razi Allah Tala Anhu ne farmaya jab tumhari zindagi mein aisay do rastay aa jaayein ke zulm tumhein gardan uthane na de aur deen tumhein gardan jhukane na de to teesra rasta gardan katane ka rasta hai.

Hazrat Imam Hussain Quotes in Urdu

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ زندگی کا کوئی اعتبار نہیں جس قدر ممکن ہو دوسروں کے کام آؤ

Zindagi  ka koi aitbaar nahi jis qadar mumkin ho doosron ke kaam aao.

Hazrat Imam Hussain Quotes in Urdu

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا جو تمہیں دوست رکھتا ہے وہ برائی سے روکے گا اور جو تمہیں دشمن رکھے گا وہ برائی پر ابھارے گا

Hazrat Imam Hussain Razi Allah Tala Anhu ne farmaya jo tumhein dost rakhta hai wo burayi se roke ga aur jo tumhein dushman rakhe ga wo burayi par ubhare ga.

Quotes on Imam Hussain in Urdu with Picture

حضرت امام حسین لوگوں کی عزت ناموس پر حملہ کرنے والوں کو نہ اپنے پاس بٹھاؤ نہ ان کے پاس بیٹھو

Hazrat Imam Hussain logon ki izzat namoos par hamla karne walon ko na apne paas bithao na un ke paas baitho.

Quotes on Imam Hussain in Urdu with Picture

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ ذلت کی زندگی سے عزت کی موت کہیں بہتر ہے

Zillat ki zindagi se izzat ki maut kahin behtar hai.

Hazrat Imam Hussain Quotes in Urdu

 Famous Quotes on Imam Hussain in Urdu with Picture

Imam Hussain, the revered grandson of Prophet Muhammad, stands as a beacon of justice. Here are some famous quotes on Imam Hussain in Urdu, accompanied by pictures that capture their profound meaning.

حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں کہ جب جسم موت کے لیے ہے تو اللہ کی راہ میں شہید ہونا سب سے بہتر ہے

Jab jism maut ke liye hai to Allah ki raah mein shaheed hona sab se behtar hai.

Imam Hussain Quotes in Urdu

عشق کی انتہا۔ حضرت امام حسین رضی اللہ تعالی عنہ فرماتے ہیں۔ جنت سے زیادہ نماز عزیز ہے کیونکہ جنت میری رضا ہے اور نماز میرے رب کی رضا ہے

Ishq ki inteha. Hazrat Imam Hussain Razi Allah Tala Anhu farmate hain. Jannat se zyada namaz azeez hai kyun ke jannat meri raza hai aur namaz mere Rab ki raza hai.

Imam Hussain Quotes in Urdu

حضرت امام حسین نے فرمایا جس کا مددگار خدا کے علاوہ کوئی نہ ہو خبردار اس پر ظلم نہ کرنا

Hazrat Imam Hussain ne farmaya jis ka madadgar Khuda ke ilawa koi na ho khabardar us par zulm na karna.

Best Poetry in Urdu on Imam Hussain

Best Imam Hussain Poetry in Urdu

Imam Hussain’s life and sacrifice have inspired poets for centuries, resulting in a rich collection of Urdu poetry. This poetry captures the essence of his bravery, piety, and commitment to justice. Here are some of the best pieces of Urdu poetry dedicated to Imam Hussain.

افضل ہے کل جہاں سے گھرانہ حسین کا

نبیوں کا تاجدار ہے نانا حسین کا

 اک پل کی تھی بس حکومت یزید کی

 صدیاں حسین کی ہیں زمانہ حسین کا

Afzal hai kal jahan se gharana Hussain  ka

 Nabiyon ka tajdar hai nana Hussain ka

Ek pal ki thi bas hukoomat Yazeed ki

Sadiyan Hussain ki hain zamana Hussain ka.

Hazrat Imam Hussain Quotes in Urdu

جواں بیٹوں کے خون سے جو کربلا لکھے

کتاب عشق میں اسے حسین کہتے ہیں

Jawan beton ke khoon se jo Karbala likhe

Kitab e ishq mein usay Hussain kehte hain.

Shahadat Imam Hussain Quotes in Urdu

مشکل تھا صبر کرنا کسی کے لیے جہاں

میرے حسین نے وہاں پر شکر ادا کیا

Mushkil tha sabr karna kisi ke liye jahan

Mere Hussain ne wahan par shukar ada kiya.

Shahadat Imam Hussain Quotes in Urdu

Karbala Imam Hussain quotes in urdu

کربلا آج بھی کردار کا ائینہ ہے

ایسے ہوتے ہیں محمد کے گھرانے والے

Karbala aaj bhi kirdar ka aaeena hai

Aisay hotay hain Muhammad ke gharanay walay.

Best Poetry in Urdu on Imam Hussain

جبرائیل کربلا سے یہ کہتے ہوئے گئے

مکروض حشر تک ہے کائنات حسین

Jibraeel Karbala se yeh kehte hue gaye

Makrooz e hashr tak hai kainat e Hussain.

Best Poetry in Urdu on Imam Hussain

شہادت ہے مطلوب و مقصود مومن

نہ مالِ غنیمت نہ کشور کشائی


کس واسطے نماز سے منہ موڑتا ہے تو

کیا یاد نہیں آخری سجدہ حسین کا

Kis wastay namaz se munh mordta hai tu

Kya yaad nahi aakhri sajda Hussain ka.

Best Poetry in Urdu on Imam Hussain

کیا حسین تھا جو سرکٹا کے بھی زندہ رہا

موت کی نیند کو ٹھکرا کے بھی زندہ رہا

Latest Imam Hussain Urdu  Shayari

قتل حسین اصل میں مرگِ یزید ہے

اسلام زندہ ہوتا ہے ہر کربلا کے بعد

Qatl e Hussain asal mein marg e Yazeed hai

Islam zinda hota hai har Karbala ke baad.

Imam Hussain Quotes in Urdu

یزید تیرا تخت وتاج دو گھڑی کا تھا

ہے آج بھی دلوں پر حکومت حسین کی

Yazeed tera takht o taaj do ghari ka tha

Hai aaj bhi dilon par hukoomat Hussain ki.

Best Poetry in Urdu on Imam Hussain

عشق میں کیا لٹائیے کی عشق میں کیا بچائیے

آل نبی ؐنے لکھ دیا سارا نصاب ریت پر

Ishq mein kya lutaiye ki ishq mein kya bachaiye

Aal e Nabi ne likh diya sara nasab ret par.

Imam Hussain Quotes in Urdu

غلامی میں نہ کام آتی ہیں شمشیریں نہ تدبیریں

جو ہو ذوقِ یقین پیدا تو کٹ جاتی ہیں زنجیریں

Poetry on Imam Hussain in Urdu Allama Iqbal

ناحق کے لیے اٹھے تو شمشیر بھی فتنہ

شمشیر ہی کیا نعرہ تکبیر بھی فتنہ

ڈاکٹر علامہ محمد اقبال رحمۃاللہ علیہ

Nahaq ke liye uthe to shamsheer bhi fitna

Shamsheer hi kya naara e takbeer bhi fitna.

 Dr. Allama Muhammad Iqbal Rehmatullah Alaihi 

Poetry on Imam Hussain in Urdu Allama Iqbal

Conclusion

Imam Hussain’s quotes in Urdu are full of wisdom. They teach us about humanity, patience, and justice. His words inspire and help us even today. If you want Imam Hussain’s quotes in Urdu text to read or share, these quotes are perfect. They teach us to live with honour and truth. Remember Imam Hussain’s strong commitment to doing what is right. His sacrifice is a great lesson. These timeless words can guide us and lift our spirits. They teach important lessons that matter in every time and place.


Please Write Your Comments