Top 50+ Inspirational Islamic Quotes in Urdu Text
Updated: 23 Aug 2024
94
Are you looking for heart-touching Islamic quotes in Urdu that inspire you? Whether you need something short and powerful or something to share as a DP, this collection has it all. From Quran verses that guide us in life to inspirational quotes in Urdu that touch the heart. These short Islamic quotes in Urdu, including those with just 2 lines, are perfect for reminding us of life’s true purpose. Let’s explore these powerful words.
Top Motivational Life Islamic Quotes in Urdu
Life can be full of challenges, but Islamic teachings offer powerful guidance to stay motivated and hopeful. These quotes encourage us to trust in Allah, stay patient during tough times, and keep moving forward with positivity.
آپ اپنی زندگی سے بھلے خوش نہ ہوں پر کچھ لوگ ایسے بھی ہیں جو آپ جیسی زندگی جینے کے لیے ترستے ہیں
Aap apni zindagi se bhale khush na hoon par kuch log aise bhi hain jo aap jaisi zindagi jeenay ke liye tarastay hain
کامیاب لوگ اپنے فیصلوں سے دنیا بدل دیتے ہیں اور کمزور لوگ دنیا کے ڈر سے اپنے فیصلے بدل دیتے ہیں
Kamyab log apne faislon se duniya badal dete hain aur kamzor log duniya ke dar se apne faislay badal dete hain
نماز کی تو وہ شان ہے جو روک دیتی ہے طواف کعبہ کو تو تیرے کاروبار کی کیا اوقات ہے جس کے لیے تو چھوڑ دیتا ہے نماز کو
Namaz ki to woh shan hai jo rok deti hai tawaaf e Kaaba ko to tere karobar ki kya auqat hai jis ke liye tu chhor deta hai namaz ko
آج خود کو اتنا تنہا محسوس کیا جیسے لوگ دفنا کے چھوڑ گئے ہوں
Aaj khud ko itna tanha mehsoos kiya jaise log dafna ke chhor gaye hoon
جو غلطی نہ کرے وہ فرشتہ ہے – جو غلطی کر کے ڈٹ جائے وہ شیطان ہے – جو غلطی کر کے توبہ کر لے وہ انسان ہے
Jo ghalti na kare woh farishta hai – jo ghalti kar ke dat jaye woh shaitan hai – jo ghalti kar ke tauba kar le woh insaan hai
زندگی کی ساری بلندیاں رب کے آگے جھکنے سے ملتی ہیں
Zindagi ki saari bulandiyan Rab ke aagay jhukne se milti hain
اللہ کو بتایا کریں اپنے دل کی کیفیت اسے بتایا کریں کہ آپ کیا محسوس کر رہے ہیں کتنی تکلیف میں ہیں آپ یقین کریں وہ بہت پیار سے سنے گا اس کے سامنے رو لینے سے ہی آپ کے دل میں سکون اترے گا بے شک وہ دلوں کا ہم راز ہے
Allah ko bataya karein apne dil ki kefiyat, usay bataya karein ke aap kya mehsoos kar rahe hain, kitni takleef mein hain. Aap yaqeen karein woh bohat pyaar se sunay ga, us ke samne ro lene se hi aap ke dil mein sukoon utrega. Be shak woh dilon ka humraaz hai
لوگوں کی باتوں کی وجہ سے اپنا مقصد مت بھولو، ایک بات یاد رکھو کتوں کے بھونکنے سے فقیروں کا رزق کبھی کم نہیں ہوتا
Logon ki baton ki wajah se apna maqsad mat bhoolo, aik baat yaad rakho kuton ke bhonknay se faqiron ka rizq kabhi kam nahi hota
یقین اور تڑپ ہو تو اللہ تعالیٰ کو سات آسمانوں پر ڈھونڈنے کی ضرورت نہیں پڑتی، وہ شہہ رگ سے بھی زیادہ قریب ہے
Yaqeen aur tarap ho to Allah Ta’ala ko saat asmanon par dhondne ki zaroorat nahi parti, woh sheh rag se bhi zyada qareeb hai
Islamic Quotes in Urdu Quran
جو کچھ تمہارے پاس ہے سب فانی ہے اور جو کچھ اللہ کے پاس ہے وہی باقی رہنے والا ہے
Jo kuch tumhare paas hai sab faani hai aur jo kuch Allah ke paas hai wohi baaqi rehne wala hai
وقت اچھا ہو یا برا میرا اللہ کبھی بھی ساتھ نہیں چھوڑتا
Waqt achha ho ya bura, mera Allah kabhi bhi saath nahi chhorta
میں نے کہا تھک چکا ہوں جواب آیا اللہ کی رحمت سے نا امید نہ ہو
Main ne kaha thak chuka hoon jawab aaya Allah ki rehmat se na umeed na ho
قرآن کریم کی خوبصورتی یہ ہے کہ آپ اس کے پیغام کو بدل نہیں سکتے ہاں مگر وہ آپ کو بدل سکتا ہے
Quran-e-Kareem ki khoobsurti yeh hai ke aap is ke paigham ko badal nahi sakte, haan magar woh aap ko badal sakta hai
Short One Line Islamic Quotes in Urdu
Each quote is just one line, making it simple to read and remember. These quotes share important lessons and inspiring messages from Islam that can help guide us. Because they are short and great for sharing with others or even using as your profile picture (DP) on social media.
بے بس انسان کا سجدہ ہی اس کی بے بسی کا علاج ہے
Bebas insaan ka sajda hi us ki bebasi ka ilaaj hai
زندگی کی ساری بلندیاں رب کے آگے جھکنے سے ملتی ہیں
Zindagi ki saari bulandiyan Rab ke aagay jhukne se milti hain
جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ان کی منزل کامیابی ہے
Jin ka bharosa Allah par ho un ki manzil kamiyabi hai
رشتوں کی خوراک صرف اور صرف صاف دل ہے
Rishton ki khorak sirf aur sirf saaf dil hai
بہت سکون ہے اس میں جسے لوگ نماز کہتے ہیں
Bohat sukoon hai is mein jise log namaz kehte hain
Motivational Islamic Quotes in Urdu 2 lines
Each quote is only two lines long, making it easy to read and understand. These short quotes offer powerful messages from Islam to help you stay motivated and strong in your faith.
میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک وہ خود ہار نہ مان لے
Main ne zindagi mein aik hi baat seekhi hai ke insaan ko koi cheez nahi hara sakti jab tak woh khud haar na maan le
اللہ تعالی فرماتا ہے کہ میرا ہو کر تو دیکھ ہر کسی کو تیرا نام بنا دوں تو کہنا
Allah Ta’ala farmata hai ke mera ho kar to dekh har kisi ko tera naam bana doon to kehna
اللہ کو وہ انسان بہت پسند ہے جو اپنی جوانی اللہ کی عبادت میں گزارتا ہے
Allah ko woh insaan bohat pasand hai jo apni jawani Allah ki ibadat mein guzarta hai
توکل سیکھنا ہے تو پرندوں سے سیکھو کہ وہ جب شام کو گھر جاتے ہیں تو ان کی چونچ میں کل کے لیے کوئی دانا نہیں ہوتا
Tawakkul seekhna hai to parindon se seekho ke woh jab shaam ko ghar jatay hain to un ki choonch mein kal ke liye koi daana nahi hota
وقت، اعتبار اور عزت ایسے پرندے ہیں جو اڑ جائیں تو واپس نہیں آتے
Waqt, aitbaar aur izzat aise parinday hain jo urr jayein to wapas nahi aate
علم وہ ہے جو تمہیں اللہ سے ملاتا ہے اور جہالت وہ ہے جو تمہیں اللہ سے دور کرتی ہے
Ilm woh hai jo tumhein Allah se milata hai aur jahalat woh hai jo tumhein Allah se door karti hai
Islamic Quotes in Urdu Text Copy and Paste
Discover a collection of short and powerful Islamic quotes in Urdu that are both heart-touching and inspirational. These quotes, including 2-line gems, are perfect for sharing on DPs or reflecting on life’s deeper meanings. Many of these quotes are drawn from the Quran, offering timeless wisdom and guidance. Whether you are seeking inspiration of faith, these Urdu quotes provide a profound connection to spirituality in just a few words.
اللہ سے محبت کرو وہ آزمائش تو دیتا ہے مگر کبھی آزمائش میں تنہا نہیں چھوڑتا
Allah se mohabbat karo, woh aazmaish to deta hai magar kabhi aazmaish mein tanha nahi chhorta
جنہیں یقین ہو مقدر لکھنے والے پہ وہ انجام سے گھبرایا نہیں کرتے
Jinhain yaqeen ho muqaddar likhnay walay pe, woh anjaam se ghabraya nahi karte
اسلام اتنا خوبصورت مذہب ہے کہ مسکرانے پر بھی آپ کو اجر ملتا ہے اور یہاں تک کہ غصے کی حالت میں خاموش رہنے پر بھی
Islam itna khoobsurat mazhab hai ke muskurane par bhi aap ko ajar milta hai aur yahan tak ke ghusse ki haalat mein khamosh rehne par bhi
جب بھی دعا مانگو اپنی اوقات دیکھ کر نہیں بلکہ اپنے رب کی شان دیکھ کر مانگو
Jab bhi dua maango apni auqat dekh kar nahi balkay apne Rab ki shaan dekh kar maango
وہ آنسو بڑا قیمتی ہے جو خدا کے حضور گناہوں کی معافی کے لیے بہے
Woh aansoo bara qeemti hai jo Khuda ke huzoor gunahon ki maafi ke liye bahay
صرف جائے نماز وہ جگہ ہے جہاں رو لو تو سامنے والا تماشہ نہیں بناتا
Sirf jaye namaz woh jagah hai jahan ro lo to samnay wala tamasha nahi banata
جب وضو کرنا مشکل لگ رہا ہو تو یہ سوچا کریں گناہ دھونے جا رہا ہوں
Jab wuzu karna mushkil lag raha ho to yeh socha karo ke gunah dhone ja raha hoon
Inspiring Islamic Quotes in Urdu for Instagram
زندگی جب کچھ دیتی ہے تو احساس نہیں کرتی اور جب لیتی ہے تو لحاظ نہیں کرتی
Zindagi jab kuch deti hai to ehsaas nahi karti aur jab leti hai to lehaaz nahi karti
حیا کے بغیر خوبصورتی اس طرح ہے جیسے ایمانداری کے بغیر گفتگو
Haya ke baghair khoobsurti is tarah hai jaise imaandari ke baghair guftagu
جنت وہ واحد شاندار جگہ ہے جہاں جانا تو سب چاہتے ہیں مگر جلدی کسی کو نہیں
Jannat woh waahid shaandar jagah hai jahan jana to sab chahte hain magar jaldi kisi ko nahi
جس نے سکھ میں شکر ادا کیا اس نے دکھ میں رب کو بہت قریب پایا
Jis ne sukh mein shukar ada kiya, us ne dukh mein Rab ko bohat qareeb paaya
اگر کسی کو تکلیف دے کر بھی اچھے سے سو لیتے ہو تو اپنے ضمیر کا جنازہ پڑھ لو کیونکہ وہ وفات پا چکا ہے
Agar kisi ko takleef de kar bhi achay se so lete ho to apne zameer ka janaza parh lo kyun ke woh wafat pa chuka hai
ہو سکتا ہے جس چیز کے لیے تم روتے ہو وہ بس تم سے ایک دعا دور ہو
Ho sakta hai jis cheez ke liye tum rote ho woh bas tum se ek dua door ho
شکر ہے موت سب کو آتی ہے ورنہ امیر اس بات کا مذاق بنا لیتے غریب تھا اس لیے مر گیا
Shukar hai maut sab ko aati hai warna ameer is baat ka mazaq bana lete ke gareeb tha is liye mar gaya
حضرت عمر فاروق رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا جس نے رب کے لیے جھکنا سیکھ لیا وہی علم والا ہے کیونکہ علم کی پہچان عاجزی ہے اور جاہل کی پہچان تکبر ہے
Hazrat Umar Farooq (R.A) ne farmaya jis ne Rab ke liye jhukna seekh liya wohi ilm wala hai kyun ke ilm ki pehchaan aajzi hai aur jaahil ki pehchaan takabbur hai
اس سے بڑی اور فخر کی بات کیا ہوگی کہ اللہ پاک نے ہمیں حضور اکرم صلی اللہ علیہ والہ وسلم کی امت میں پیدا فرمایا
Is se barri aur fakhr ki baat kya hogi ke Allah Pak ne humein Huzoor Akram (S.A.W) ki ummat mein paida farmaya
وہ اللہ جانتا ہے دلوں کے حال بھی اور خیالوں کے راز بھی
Woh Allah jaanta hai dilon ke haal bhi aur khayalon ke raaz bhi
بو علی سینا نے کہا محبت کا مطلب مجھے تب پتہ چلا جب سیب چار تھے اور ہم پانچ تو ماں نے کہا مجھے سیب پسند نہیں
Bu Ali Sina ne kaha mohabbat ka matlab mujhe tab pata chala jab seb chaar thay aur hum paanch to maa ne kaha mujhe seb pasand nahi
Hazrat Ali (R.A) Famous Islamic Quotes in Urdu
Hazrat Ali (R.A) is a very wise and respected person in Islam. The quotes will be famous sayings that give us valuable lessons and guidance. These quotes will help us understand important ideas and values in a way that’s easy to read and remember.
حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا اس انسان پر اعتبار کرو جو تمہاری تین باتیں جان سکے – تمہاری خاموشی کے پیچھے وجہ – تمہاری خوشی کے پیچھے غم – تمہارے غصے میں چھپا پیار
Hazrat Ali (R.A) ne farmaya, is insaan par aitbaar karo jo tumhari teen baatein jaan sake – tumhari khamoshi ke peeche wajah – tumhari khushi ke peeche gham – tumhare ghusse mein chhupa pyar
حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا سب سے زیادہ غنی وہ شخص ہے جو اللہ تعالی کی تقسیم پر راضی ہو
Hazrat Ali (R.A) ne farmaya sab se zyada ghani woh shakhs hai jo Allah Ta’ala ki taqseem par raazi ho
حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا لوگوں کے سامنے کسی کو نصیحت کرنا نصیحت نہیں ملامت ہے
Hazrat Ali (R.A) ne farmaya logon ke samne kisi ko naseehat karna naseehat nahi malahmat hai
جنت کے منتظر نہ رہو بلکہ ایسے بن جاؤ کہ جنت تمہاری منتظر رہے
Jannat ke muntazir na raho, balke aise ban jao ke jannat tumhari muntazir rahe
حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا اس دوست کو مت مناؤ جو کسی محفل میں آپ کو شرمندہ کرے خواہ وہ مذاق ہی کیوں نہ کر رہا ہو
Hazrat Ali (R.A) ne farmaya, us dost ko mat manao jo kisi mehfil mein aap ko sharminda kare khwah woh mazaq hi kyun na kar raha ho
حضرت علی رضی اللہ تعالی عنہ نے فرمایا جس زبان سے جھوٹ نکلنا بند ہو جائے – اس زبان سے نکلی ہوئی ہر دعا قبول ہو جاتی ہے
Hazrat Ali (R.A) ne farmaya jis zubaan se jhoot nikalna band ho jaye – us zubaan se nikli hui har dua qabool ho jati hai
Deep Islamic Poetry in Urdu 2 Lines
Islamic poetry that is very meaningful written in Urdu. Each poem is only two lines long. The poetry will express deep and important ideas about life and faith.
کون کہتا ہے کہ خدا نظر نہیں آتا
وہی تو نظر آتا ہے جب کوئی نظر نہیں آتا
Kaun kehta hai ke Khuda nazar nahi aata
Wohi to nazar aata hai jab koi nazar nahi aata
ہر بار انسان کا دل برا اور بے وفا نہیں ہوتا
بجھ جاتا ہے دیا تیل کی کمی سے
ہر بار قصور ہواؤں کا ہوتا ہے
Har baar insaan ka dil bura aur bewafa nahi hota
Bujh jata hai diya tail ki kami se – har baar qasoor hawaon ka hota hai
نہ جانے کون سی سازشوں کا شکار ہو گئے
کہ جتنے صاف دل تھے اتنے غدار ہو گئے
Na jaane kaun si saazishon ka shikaar ho gaye
Ke jitne saaf dil thay utne ghaddar ho gaye
Islamic Quotes in Urdu English
Islamic quotes that are written in both Urdu and English. You will find special sayings and messages from Islam in these two languages. These quotes will give you wise and inspiring messages that can help you in your daily life. They might talk about important values and lessons from Islam, making it easier for you to learn and feel motivated.
اللہ تعالی کی رضا زندگی کی بہترین کامیابی ہے
Allah Ta’ala ki raza zindagi ki behtareen kamiyabi hai
The pleasure of Allah is the greatest success in life.
سچے انسان کو ہمیشہ جھوٹوں سے زیادہ صفائی دینی پڑتی ہے
Sachay insaan ko hamesha jhooton se zyada safai deni parti hai
A truthful person always has to be more honest than liars.
کوئی کتنا ہی اچھا کیوں نہ ہو بروں کی صحبت برا بنا دیتی ہے
Koi kitna hi acha kyun na ho, buron ki sohbat bura bana deti hai
No matter how good a person is, being in the company of bad people can make them bad.
درد کتنا بھی ہو اللہ کے اگے رونے سے سکون میں بدل جاتا ہے
Dard kitna bhi ho Allah ke agay ronay se sukoon mein badal jata hai
No matter how great the pain, crying out to Allah turns it into peace.
Conclusion
In conclusion, these Islamic quotes in Urdu remind us of the beauty and wisdom in our faith. Whether they are short and powerful or come directly from the Quran, these heart-touching words inspire us to live better lives.
They help us stay connected to our beliefs and find peace and strength in difficult times. As you go through life, keep these quotes close to your heart. They can guide you, uplift you, and remind you of the power of faith in every moment.
Please Write Your Comments